Har waqt sirf tumko sataya hai
Karke pareshaan tumko rulaya hai
Jab kabhi tum samjhati thi sahi galat ka farq mujhe
Har baat ko tumhari ansuna karke kadmo ko apne badhaya hai
Na socha kabhi ki kaise kaati zindgi apni dard aur taklif me ki main rah sakoon aaraam se
Par ab hai waqt mera kuchh karne ka chhod ke har khushi apni tumhari khushi ka sochna hai
jisne sambhala saari umr mujhe usko kuchh to lautana hai- VAIBHAVRV

No comments:
Post a Comment