Pyar ka dard jab hadd se gujar jata hai, ankhon mein samandar utar ata hai, mujhe akela chodh ke tumne bana liya apna ashiyana, magar meri to lehron mein zindgi bikhar gayi. Kabhi jisne mujhe apna naam diya tha, usne apni jindgi mein kisi aur ko shamil kar liya pata nahi ye bewafai hai ya mein hi pyar mein dhokha kha gayi.-VAIBHAVRV
No comments:
Post a Comment